Sad Poetry In Urdu |
ٹوٹی ہے میری نیند مگر
تم کو اس سے کیا۔۔؟
بجتے رہے ہواؤں سے در
تم کو اس سے کیا۔۔؟
تم موج موج مثلِ دریا گھومتی رہو
کٹ جائیں میری سوچ کے پر
کٹ جائیں میری سوچ کے پر
تم کو اس سے کیا۔۔؟
اوروں کا ہاتھ تھاموں
انہیں راستہ دکھاؤ
میں بھول جاؤں اپنا ہی گھر
تم کو اس سے کیا۔۔؟
ابرِ گریز پا کو برسنے سے کیا غرض؟
سیپی میں بن نہ پائے گھر
سیپی میں بن نہ پائے گھر
تم کو اس سے کیا۔۔؟
لے جائیں مجھ کو مالِ غنیمت کے ساتھ عدو
تم نے تو ڈال دی ہے سِپَر، تم کو اس سے کیا۔۔؟
تم نے تو تھک کے دشت میں خیمے لگا لئے
تنہا کٹے کسی کا سفر، تم کو اس سے کیا۔۔؟
Tooti hai meri neend magar
tum ko is se kya. . ?
Bajtay rahay hawaon se dar
Bajtay rahay hawaon se dar
tum ko is se kya. . ?
Tum mouj mouj misl-e darya ghhoomti raho
kat jayen meri soch ke par
Tum ko is se kya. . ?
Ouron ka haath thaamo
Tum mouj mouj misl-e darya ghhoomti raho
kat jayen meri soch ke par
Tum ko is se kya. . ?
Ouron ka haath thaamo
inhen rasta dikhao
mein bhool jaoon apna hi ghar
Tum ko is se kya. . ?
Abre guraiz pa ko barsne se kya gharz ?
seepe mein ban nah paye ghar
Tum ko is se kya. . ?
Le jayen mujh ko mal-e ghanemat ke sath ado
Tum ko is se kya. . ?
Abre guraiz pa ko barsne se kya gharz ?
seepe mein ban nah paye ghar
Tum ko is se kya. . ?
Le jayen mujh ko mal-e ghanemat ke sath ado
tum ne to daal di hai Super,
Tum ko is se kya. . ?
Tum ne to thak ke dasht mein khaimay laga liye
tanha katay kisi ka safar,
tanha katay kisi ka safar,
Tum ko is se kya
Parveen Shakir
1 Comments
Nice bro great , this is really good post here
ReplyDeletepoetry