Sadmaa




بعض اوقات ہم سمجھ نہیں پارہے ہوتے کہ ہمیں سب سے زیادہ کس بات کا صدمہ ہے؟
توقع کےخلاف ، تلخ حقیقت کا سامنا ہونے کا
یا پھر۔۔۔
اس دلی تمننا کے کبھی پوری نہ ہونے کا , جس پر ہماری زندگی کی ہر خوشی منحصر ہے۔!

baaz auqaat hum samajh nahi parhe hotay ke hamein sab se ziyada kis baat ka sadma hai
tawaqqa ke khilaaf, talkh haqeeqat ka saamna honay ka
ya phir
Us dili tamanna ke kabhi poori nah honay ka, jis par hamari zindagi ki har khushy munhasir hai



Post a Comment

0 Comments