sad poetry in urdu |
ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﻡ ﺳﻠﻮﻧﺎ ﺷﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮨﻤﯿﮟ ﻣﺎﺭ ﮔﺌﯽ ﺗﯿﺮﯼ ﭼﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮨﻤﯿﮟ ﻣﺎﺭ ﮔﺌﯽ ﺗﯿﺮﯼ ﭼﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮐﺒﮭﯽ ﺟﮍﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺯﮨﺮ ﺍﺗﺎﺭ ﻟﯿﺎ
ﮐﺒﮭﯽ ﻟﺒﻮﮞ ﮐﮯ ﭘﯿﭽﮭﮯ ﻣﺎﺭ ﻟﯿﺎ
ﺍﺱ ﮈﺭ ﺳﮯ ﮐﮯ ﺩﺭﺩ ﮐﯽ ﺷﺪﺕ ﺳﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻧﮑﻞ ﻧﮧ ......ﺟﺎﮰ ﺁﮦ ﭘﯿﺎ
ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﻡ ﺳﻠﻮﻧﺎ ﺷﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮨﻤﯿﮟ ﺟﻨﮕﻞ ﺟﻨﮕﻞ ﺑﮭﭩﮑﺎ ﺩﻭ
ﮨﻤﯿﮟ ﺳﻮﻟﯽ ﺳﻮﻟﯽ ﻟﭩﮑﺎ ﺩﻭ
ﺟﻮ ﺟﯽ ﺳﮯ ﭼﺎﮨﮯ ﯾﺎﺭ ﮐﺮﻭ
ﮨﻢ ﭘﺮ ﺟﻮ ﮔﺌﮯ ﺗﯿﺮﯼ ﺭﺍﮦ ﭘﯿﺎ
ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﻡ ﺳﻠﻮﻧﺎ ﺷﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﺭﻭﺡ ﻣﯿﮟ ﭘﯿﺎﺱ ﭘﮑﺎﺭﮮ ﮔﯽ
ﮐﮩﯿﮟ ﺁﻧﮑﮭﮧ ﻣﯿﮟ آس ﭘﮑﺎﺭﮮ ﮔﯽ
ﮐﮩﯿﮟ ﺧﻮﻥ ﮐﮩﯿﮟ ﺩﻝ ﺑﻮﻟﮯ ﮔﺎ
ﮐﺒﮭﯽ ﺁﻧﺎ .......... ﻣﻘﺘﻞ ﮔﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﻡ ﺳﻠﻮﻧﺎ ﺷﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﺗﯿﺮﯼ ﺷﮑﻞ ﺑﺼﺎﺭﺕ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﯽ
ﺗﯿﺮﺍ ﻟﻤﺲ ﺭﯾﺎﺿﺖ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﯽ
ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﻟﺒﻮﮞ ﮐﯽ ﻋﺎﺩﺕ ﮨﮯ
ﻣﯿﺮﯼ ﺍﮎ ﺍﮎ ﺳﺎﻧﺲ ﮔﻮﺍﮦ ﭘﯿﺎ
ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺎﻡ ﺳﻠﻮﻧﺎ ﺷﺎﮦ ﭘﯿﺎ
ﮨﻤﯿﮟ ﻣﺎﺭ ﮔﺌﯽ ﺗﯿﺮﯼ ﭼﺎﮦ ﭘﯿﺎ
Kabhi Jarhon Main Zehar Utaar Liya
Kabhi Labon Ke Peechey Maar Liya
Is Darr Se Ke Dukh Ki Shiddat Main
Kahein Nikal Na Jaye Aah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Maar Gayi Teri Chah Piya Kabhi Labon Ke Peechey Maar Liya
Is Darr Se Ke Dukh Ki Shiddat Main
Kahein Nikal Na Jaye Aah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Jungle Jungle Bhatka Do
Hamein Suli Suli Latka Do
Jo Jee Mein Aaye Yaar Karo
Hum Parh Jo Gaye Teri Raah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Suli Suli Latka Do
Jo Jee Mein Aaye Yaar Karo
Hum Parh Jo Gaye Teri Raah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Maar Gayi Teri Chah Piya
Kahein Rooh Main Piyas Pukare Gi
Kahein Aankh Main Aas Pukare Gi
Kahein Khoon Kahein Dil Bole Ga
Kabhi Aana Maktal Gaah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Kahein Aankh Main Aas Pukare Gi
Kahein Khoon Kahein Dil Bole Ga
Kabhi Aana Maktal Gaah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Maar Gayi Teri Chah Piya
Teri Shakal Basarat Aankhon Ki
Tera Lams Ryazat Saanson Ki
Teri Shakal Basarat Aankhon Ki
Tera Lams Ryazat Saanson Ki
Tera Naam Labon Ki Aadat Hai
Meri Har Har Saans Gawaah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Maar Gayi Teri Chah Piya
Meri Har Har Saans Gawaah Piya
Mera Shamm Salona Shah Piya
Hamein Maar Gayi Teri Chah Piya
0 Comments